मंगलवार, 22 अप्रैल 2008
chhanv
chattan ki chaanv main guzarti zindagi bhi khoobsoorat ho sakti hai basharte ki tmhara zine ka aandaaz zara hat kar ho .zaroori nahi ki chaav bhi tumhari pasand ki ho chaanv hai yahi kya kam hai ;zo mila wo aukat se zyada hai aur aisi chhanv ka kuch alag hi maza hai ---------sukh wahi achha zo dukh ki chashani main lipta hirahe sukh nahi sukh ka fusion yaani aabhas bana rahe
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें